fir teri yaad aai...
pal pal jo nind se jaage to teri yaad aai...
har ek kal ki sham ko ghar aake teri yaad aai...
sadak par tanha chalte samay teri yaad aai...
koi sath ho ... ya na ho...
har mehfil mein tera saath yaad karke teri yaad aai...
har rat jab nind aakho se roothi to teri yaad aai...
nazro ne jab dhundha tujhko aur na di teri chhavi kahin dikhai...
fir se ek bar teri yaad aai...
jab dil ne kuch chaha aur na mil paaya to teri yaad aai...
jab dil ne kuch chahna hi chhod dia... to fir teri yaad aai...
har ek ummeed tujhse judi.. har ek sapna tere sath dekha..
har bar jo us ummeed ke bare mein socha.. har bar jab dobara us sapne ko socha...
firse teri yaad aai..
fir teri yaad aai...